5/22/2013

english Poetry

Wo zinda zaror hai


Tu ny jo kaha tha ky
mjhy bhool jao
mery samny
ainda
zindagi mein
mat ana
mjhy panay
ka khuwab
zindagi sy nikal
daina
tjhy bhool
jany pr
mera khod pr
ikhtiyar nahi hai
ye dunia chor dun ga
hamesha ki trha
mein tera maan nahi tor’on ga.!

KaL Shaam Tere Ghar Qayam Kis Ka Tha






KaL Shaam Tere Ghar Qayam Kis Ka Tha,
Na Tha K0i Musafir To Ehtmam Kis Ka Tha?

Likh Likh K Ch00mti Rahi Jis Ko RaaT Bhar,
Humen Bhi Batao W0 Naam Kis Ka Tha?

Jis Ko SuN K R0 Pare EhLe-e-MehfiL,
Itna Bheegta Hua Anjam Kis Ka Tha ?

Humen Pee Kay Hosh Na Raha SaQi....,
W0 Haath Kis Ka Tha W0 Jaam Kis Ka Tha..!

Tujhay Bhulanay Ki koshishain Kabhi kamyab Ho Nah Saki


Tujhay Bhulanay Ki koshishain Kabhi kamyab Ho Nah Saki,
Teri Yaad Shakh-e-Gulab hai,Jo hava Chali To Lachak Gai
.!

Read more »

new Poetry


Allama Mohammad Iqbal Poetry

Allama Mohammad Iqbal Urdu Poetry

Bohat Hi Munfarid Khel Ha Mohabbat Saray Khelon Se

Bohat Hi Munfarid Khel Ha Mohabbat Saray Khelon Se,
Jo Haara Phir Na Khela, Jo Jeeta Us Ne Touba Kar Li.! 

Hajoom-e-Yaaran Se Kabhi Fursat Milay Mohsin

Hajoom-e-Yaaran Se Kabhi Fursat Milay "Mohsin",
Agar Samjho Munasib To, Hamain Bhi Yaad Kr Lena.!

Haqeeqaton Ka Taswur Mahaal Lagta Ha

Haqeeqaton Ka Taswur Mahaal Lagta Ha,
Kisi Ki Yaad Main Rona Kamal Lagta Ha.!

Dil Say Nikal Dikiye Ahsaas Aarzoo

Dil Say Nikal Dikiye Ahsaas Aarzoo,
Marr Jaaiye Kisi Ki Tamana Na kijiye.!

Wo Aik Khat Jo Tu Ne Kabhi Likha Hi Nahi


Wo Aik Khat Jo Tu Ne Kabhi Likha Hi Nahi,
Main Roz Beth Kar Us Ka Jawaab Likhti Hun.!

Wednesday, 15 May 2013

Sab Kuch Mil Jaata Ha Is Dunya Main Faqat

Sab Kuch Mil Jaata Ha Is Dunya Main Faqat,
Wo Shakhs Nahi Milta Jiss Se Mohbbat Ho..!

Ab Wo Harjaayi Kisi Aur Sey Kehta Ho Ga

Ab Wo Harjaayi Kisi Aur Sey Kehta Ho Ga,
Tu Meri Jaan Ha Bhal Tujh ko Bhula Sakta Hun.!

So Baar Kaha Main Ne Inkaar Ha Mohabbat Se

So Baar Kaha Main Ne Inkaar Ha Mohabbat Se,
Har Baar Saddaa Aaayi Tun Dil Say Nahi Kehta..!

Main To Toota Hua Pata Hun Meri Baat Hi Kia Ha


Main To Toota Hua Pata Hun, Meri Baat Hi Kia Ha,
Phool Peron Say Massaltay Hain Tere Shehar K Log.!

Read more »

5/14/2013

Best Poetry


Dil-e-Masoom Pe Teray Qaatilaana Hamlay

Dil-e-Masoom Pe Teray Qaatilaana Hamlay,
Apni Adaaon Sey Kaho Zara Lehaaz Krain..!

Suna Ha! Koi Aur Bhi Chahnay Laga Ha Tumhay

Suna Ha! Koi Aur Bhi Chahnay Laga Ha Tumhay,
Hum Say Bhar Kr Agar Chahay To Usi K Ho Jana.!


Mohabbat Jab Sakoon-e-Zindagi Barbaad Krti Ha

Mohabbat Jab Sakoon-e-Zindagi Barbaad Krti Ha,
To Lab Khamosh Rehtay Hain, Nazr Fariyad Krti Ha.! 

Barri Tabdeeliyaan Laaye Hain Apnay Aap Main Lakin

Barri Tabdeeliyaan Laaye Hain Apnay Aap Main Lakin,
Tumhay Bus Yaad Rakhnay Ki Wo Aadat Ab B Baqi Ha.!

Do Din Ki Khushi Aur Umer Bhar Ka Roug

Do Din Ki Khushi Aur Umer Bhar Ka Roug,
Wah Ray Mohbaat, Teri Sood Khoriyaaan.!

Is Se Pehlay K Be-Wafa Ho Jaayein

Zindagi Tujh Se Umeed-e-Wafa Kia Rakhoon,
Jab Mujhay Chor Gaye Dost Puraanay Meray..!

Main Waqat Ki Dehleez Pe Thehra Hua Pul Hun

Main Waqat Ki Dehleez Pe Thehra Hua Pul Hun,
Qaayem Ha Meri Shaaan K Main Taaj Mahal Hun.!

Lagta Ha Mera Khuda Mehrbaan Ha Mujh Pr

Lagta Ha Mera Khuda Mehrbaan Ha Mujh Pr,
Meri Dunya Main Teri Maujoodgi Unhi To Nahi.!

Meri Qismat Main Gham Gar Itna Tha,
Dil Bhi Ya Rabb Kayi Diye Hotay.....!

Log Kehtay Hain Kay Mohabbat Ik Baar Hoti Ha

Log Kehtay Hain Kay Mohabbat Ik Baar Hoti Ha,
Main Jab Jab Usay Dekhoon Mujhy Hr Baar Hoti Ha.!

Hum Bhi Phoolon Ki Trha Aksar Tanha Hi Rehtay Hain

Hum Bhi Phoolon Ki Trha Aksar Tanha Hi Rehtay Hain,
Kabhi Khud Se Toot Jaatay Hain Kabhi Koi Torr Jata Ha.!

Read more »

Aqwal-e-Zareen














Read more »

Ghazals








Read more »

Romantic Poetry







Read more »

Sad Urdu Poetry





Read more »